Mere Pass Tum Ho OST Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
Mere Pass Tum Ho OST Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan - Give Lyrics |
Mere Pass Tum Ho OST Lyrics, This song has been taken from the Pakistani Drama "Mere pass tum ho", This song sung by Rahat Fateh Ali Khan (A Pakistani Famous Singer). This song is presented by Ary Digital Pakistan Drama Company/channel. This song is composed by Naveed Naushad
Mere Pass Tum Ho OST Credits:-
Song | Mere Pass Tum Ho |
Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Composer | Naveed Naushad |
Lyrics | Khalil-ur-Rehman Qamar |
Director | Nadeem Baig |
Producers | Humayun Saeed & Shahzad Nasib |
Label | ARY Digital |
Drama Name | Mere Pass Tum Ho |
Country | Pakistan |
Channel Name | ARY Digital |
DOP | Zeb Rao |
Post | Sami Rafiq |
Mere Pass Tum Ho OST Lyrics:-
Bhool Jaaney ka hunar
Mujhko sikhate jao
Jaa rahey ho tou sabhi
Naqsh mitatey jao
Chalo rasman he sahe
Murr key mujhey dekh tou lo
Torrte tortey taaluq ko
Nibhatey jao
Kabhi kabhi yeh mujhey sataye
Kabhi kabhi yeh rulaye…
Faqat merey dill sey utar jaye ga
Bicharna Mubrak bichar jaye ga
Kabhi kabhi yeh mujhey sataye
Kabhi kabhi yeh rulaye
Meh samjha tha tum ho
Tu kiya aur mangun
Meri zindagi may
Meri aas tum ho
Yeh duniya nahi hai
Merey pass tau kiya
Mera ye bharam tha
Merey pass tum ho
Magar tum say seekha
Mohabbat bhi ho tu
Dagha kijiye gaa
Mukar jaiye gaa
Teray hath kal tak
Merey hath mein tha
Tera dill dharakta tha
Dill mein hamarey
Yeh maghroor aankhein
Jo badli hui hain
Kabhi hum ney inkey
Sadqay utaarey
Kaheen ab mulaqaat
Ho jaaye hum sey
Bacha kar nazar ko
Guzar jaaiye ga
Jena hai tere binaa
Jena hai ab mujhko terey bina
Mujhko sikhate jao
Jaa rahey ho tou sabhi
Naqsh mitatey jao
Chalo rasman he sahe
Murr key mujhey dekh tou lo
Torrte tortey taaluq ko
Nibhatey jao
Kabhi kabhi yeh mujhey sataye
Kabhi kabhi yeh rulaye…
Faqat merey dill sey utar jaye ga
Bicharna Mubrak bichar jaye ga
Kabhi kabhi yeh mujhey sataye
Kabhi kabhi yeh rulaye
Meh samjha tha tum ho
Tu kiya aur mangun
Meri zindagi may
Meri aas tum ho
Yeh duniya nahi hai
Merey pass tau kiya
Mera ye bharam tha
Merey pass tum ho
Magar tum say seekha
Mohabbat bhi ho tu
Dagha kijiye gaa
Mukar jaiye gaa
Teray hath kal tak
Merey hath mein tha
Tera dill dharakta tha
Dill mein hamarey
Yeh maghroor aankhein
Jo badli hui hain
Kabhi hum ney inkey
Sadqay utaarey
Kaheen ab mulaqaat
Ho jaaye hum sey
Bacha kar nazar ko
Guzar jaaiye ga
Jena hai tere binaa
Jena hai ab mujhko terey bina
0 comments: